Lips care tips in Urdu
saarad musam jhan tak sehhat k lie bhetir hy or hontoon k lie taklefdeh ban jata hy saarad musam any k foran baad honat paathna shoro ho jaty hain.saarad hawaen hontun ki khoobsorati ko buri trah musaasir krti hn or islie in ko hifzat or dakhbhaal ki zarorat par jati hy hoontun ko khushki se bachany k lie milk or honey ka istamal kia jye or nami se mehfoz rakhny k lie din main 3 se 4 bar cheap stick ko istamal karna chahein jis se hoanatun ko kushiki se mehahfooz kia jasakata hy turky ki khwatin apny hontun ki hifazat k lie gullab ki patiyun ka paste bana kr milk main shamil kar k apne hoontun pe lagati hn is se na sirf honat mulaim or gullabi ho jaty hn khana khany k bad hontun ko saf kapry se saf kren or iskliye zetoon ka tail bhi bht ehmiyat rakhta hy .hontun ko khobsorat banany k lie chand tips de rahy hn jin ki madad se ap faida hasil kar sakty hain.
Lips care tips in Urdu
Reviewed by Unknown
on
23:53
Rating:
No comments: